Assalam-O-Alaikum Dear Friends
Dear friends apko iss portion main Forex trading ki importance k bary main bataya jaye ga.Forex trading ak worldwide aor international business hai.ye ak real work hai jis main hum currencies aor metals jaisa k gold,silver aor led etc ki trading krty hain.Online forex trading main hum har tarha ki currency aor har tarha ka metal trade kar sakte hain.magar jaisa k hum sub janty hain k online jitnay b kam hain un sub main uncertainity aor risk involve hota hai.yani wo kisi b time scam ho sakte hai.is liye tamam kam beshaq wo add posting ho data entry ho ya phir koi online ptc site ho ye sub kam ab fake ho gaye hain.ye jo work hai wo insan tube kary ga jub wo farag ha.maine ye sary kam kar k daikhe hian aor in kamu main jitna time waste hota hai aor jitni kam eanring milti hai ye apko kahen nahi milay ga aor agar kisi ko apna time waste karna hai to ye kam karly.hum ko is busy dour main jan laina chaye k ye jo dour hai is main time ki bohat qeemat hai.
well agar hum traditional business ki taraf aye to forex trading in say kai darjay behtar hai aor thek hai.
agar hum jobs ko daikhen to forex har job say behtar hai.govt job to kismat walu ko ya paisy walu ko milti hai aor private job koi b ho us main kam pay hogi aor gulami hogi.kisi b time apka boss apko job say nikal sakta hai.
forex trading ak skill hai aor skill say insan kama sakta hai.ye ak aisa work hai jo kabhi scam nahi hoga aor na band hoga.ye ab ap par hai k ap forex trader bano ya commidity trader.forex trader main log currencies trade karty hian aor kamatae hain aor commidity trading main log gold,silver,lead,crude oil aor gas k shares trade karty hain.is field main trading karnay ka bohat say options hoty hain.
laikan donu kam similiar hai bus ye trader par hota hai k wo kis side par jana chahta hai.main is time both side par kam kar raha hu.
forex trading main apko dialy ka thora time dayna hota hai ye b ap par depend karta hai k ap day trader ban na chahte ho ya part time trader.
well only just for introduction forex k bary main kuch info apko daina chahta hu aor apko bata du k agar ap online kuch kamana chahte hain to ak skill he ap k kam aye gi agar ap kisi website ya kisi b company k under kam kar rahy ho to wo apka time waste kary gay aor bhagnay main ya scam honay main ak mint say b zayada time nahi lagaye gay.jobs ki jo surat hal hai ap janty hian k ak female ho ya male wo jub koi job nai milti to kisi private school main 1st or 2nd class k bachu ko 6000 ki pay par teach karta hai.
main ap say question karta hu kaya aj k is dour main ap 6000 say apna garh chala sakte ho ya ap apni life thek say guzar sakte ho???????????????
forex trading say 6000 jitna insan ak din main kama sakta hai magar point ye hai k ye kam ata ho.humy pata ho k hum nay kisi institute k under kam karna hai aor kisi na kisi team main kam karna hai.currency trading ka jo ye kam hai ye tubhe end hoga jub koi country he nahi rahy ga aor aisa hona mumkin nahi.is liye hum keh sakte hian k forex trading ak permanent,legal aor authentic kam hia life time earning k liye.
is time pakistan main bohat say local broker commodity ki trading karwa rahy hain aor govt of pakistan k kuch broker yani companies gold silver crude oil aor gase ki trading karwa ri hai.magar ap agar un companies say training ki bat karo gay to wo ap say investment mangy gay.yani wo ye kahy gay k ap hamari company k under 3 say 5 lakh invest karo aor hum say training lo.aor mery khayal main itni raqam kisi k pas ni hoti.ab ap yahan say is kam ki reliability check kar sakte hain jis kam main hamari gove involve ho yani govt us say earn kar ri ho kaya wo kam illegal ho sakta hai ya phr wo kam fake ho sakta hai?????
govt brokers ki fees high hain ya phr wo pesa zayada demand karty hain ye ak alag bat hai
pakistan k kuch commodity trading companies k name ye hain.
1.tribune commodity trading company
2.PMEX (Pakistan Mercantile Exchange)
is liye maine pakistan k leading forex aor commidity traders say training li aor unko pay kiaa.ab main pakistan k har student ko jo part time kuch kamana chahta hai aor garh k expenses main apnay garh walu k sath chalna chahta hai usy forex trading ki training du ga wo b kam say kam fee main.
Allah paak ka karam hai k main trading say thek earning kama raha hu.logu ko maine apnay trading proof jub show karaye to bohat say logu nay request ki k ap pakistan main teaching kary aor logu main forex aor online metals trading ka batyee ta k unko pata chaly aor wo b apki tarha thek earning kama saky.main 3 sal say forex trading k field main hu aor meri age 21 years hai.maine choti age main he pata kar liaa tha next life jo aa ri hai ye bohat hard hai aor us k liye thek kamana hoga tubhe hum next life main ak bright future jee sakte hai.
maine mehnat ki aor aj is level par hu k pakistan k bary traders main say ak name mera hai.traders jub b koi step othaty hain to pehly hum logu say consult karty hain k kaya humy is ko karna chahye k nahi.gold silver rates market main bad main up aor down hoty hain hum traders ko pehly pata chal jata hai is liye gold traders jo jewelery banaty hain un logu say b hamare links hoty hain.
agar ap k pas ye skill hai to log apki izatt kary gay aor apko har kam karnay k pesy milay gay.forex main kamanay k bohat say methods hian har method ka apna ak field hai har field ko main alag alag explain karu ga.
forex trading ak legal work hai.agar apko ye kam ata ho company waly ap say khud contact kary gay.agar ap k pas forex trading ki skill hai ap stock exchange jaisay bary business ko b easily samjh sakte hian aor bary logu say jo shares ki trading karty hian un say face to face bat kar sakte hian.
is k alwah is skill main itni potential hai k ap din main 20 hazar tak easily kama sakte hian.main sirf batain nahi karta main next portion main apko trading k proof show karaou ga.log mery bary main kaya soch rakhte hain maine kitnay logu ko train kiaa hai aor kaya wo kama rahy hain ye sub with proof main show karu ga.
ab main chahta hu k forex trading k bary main thori malumaat daita jaou.
Forex kaya hay?
Agar hum kisi country jatay hain to hum sub say pehly wahan Currency exchanger booth search karty hain taa k hum apnay country ki currency us country ki Currency main convert kara lain taa k hum wahan money use kar sakain.
For Example,
Ap America say Japan aye hain ap Currency Exchanger booth par jaty ho taa k ap apni currency ko us country ki currency main convert kar k shopping kar saky
ap wahan ja k Exchange rates ko daikh k heran ho jatay ho k mera one dollar 100 yen (yen japan ki currency hai) k equal hai aor ap khush ho jatay ho k mai yahan ameer ho jaou ga laikan wo khushi jald khatam ho jati hai jub ap ak soda glass petay ho and ap ki pocket half empty ho jati ho.ap nay ye sub kia anjany main apni zarurat ki wajah say
Laikan,,,,
Actually ap nay Forex ko Experience kia.ap nay ak Currency ko dosri Currency main convert kia.ab ap faraz karo ap ak American ho and Japan ja rahay ho,Japan main apko Yen ki zaruart ho ge is liye ap Dollar sale kar k Yen buy kar lyte ho laikan jub ap buy karnay jatay ho to currency exchanger booth pe currency rates change ho gaye hote hain.ye international rates hote hain jo har second change hote hai.in change hote currency rates say hum pesay b kama saktain hain wo kis tarha yehe apko is institute main sikhya jaye ga.
Foreign exchange market ka introduction,,,
aaj kal forex ya phr Fx k name say jani jati hai.ye world ki sub say bari market hai kisi country ki currency ko kisi aor country main changing ko foreign exchange kaha jata hai.forex market 1971 mai bani ye ak aisi International market hai jahan hum world ki different Currencies ki trading kar saktain hai.ye market 24 hour open rehati hai.aisa dunai k different areas main mojood Time zones k faraq ki wajah say mumkin ho pata hai jub European markets close hoti hain to Asian markets kam start kar dyti hain aor hus asian markets band hoti hain phr ak bar European markets aglay din k liye open ho jati hain is tarha ye international market 24 hour open rehti hai.is market main ap kisi b waqat koi b currency ki purchasing and selling kar saktay hain.Market saturday and sunday close hoti hain.New york stock exchange ko kon nahi janta ye wo market hai jahan daily 22.4 billion dollar ki trading hoti hai laikan foreign exchange market is say bohat bari hai jis main daily 5 trillion dollar ki trading hoti hai.ab main zara stock exchange ka explain kardu.world ki sub say bari stock exchange market New York Stock exchange hai is ko (NYSE) b kaha jata hai is market main daily 22.4 billion dollar ki trading hoti hai.ap rozana NYSE k baray main news main sunty hu gay k NYSE aj up gai aj NYSE down aa gai wagaira wagaira.karachi stock exchange be is k same hai jis k baray main daily news aati hain.laikan agar ap is market ko forex market k sath compare karain to to currency market yani forex market stock market say 20 times bari hai.G han 20 gunaah bari,,,ye ak huge market hai jahan 5 trillions dollars ak din main trade hota hai.laikan hum retails traders hain jinhu nay currency trading karni hai so retail traders k liye iska volume 1.49 trillion dollars hai.is sy ap ko andaza ho gaya hoga ye market kitni bari hai.agar koi insan kisi country say pakistan aata hai and apni currency ko pakistani rupees main convert karata hai to pakistani ruppes ki qeemat barhay gi is ka matlub rupiye ki qadar main azafa hoga aor wo currency down hoge jo wo insan apnay sath lay kar aya tha.up honay wali currency hamesah trading main buy hoti hai aor low hoany wali currency sell hoti hai.main ak aor example dyta hu.hum apnay country say har saal different cheazen import karty hain jesa k fruits,gandam,aor kapas wagaira.hum un countries ko ye cheaze sale karty hain aor unko humain payment ruppes main karni parti hai so wo apni currency ko ruppe main convert karty hain kisi exchanger k through.iss tarha hamary ruppe ki qeemat international market main up ho jati hai aor us currency ki qeemat down ho jati hai.ak aor example hai hum america say machiens buy karty hain humay america ko payment dollar main karni parti hai hum apnay ruppee dollar main convert kar k unko pay karty hain is tarha ruppee ki qeemat down aa jati hai aor dollar up ho jata hai.isi cheaz ko foreign exchange kaha jata hai.ak din main ak currency ki qeemat kai dafa oper nechay ati hai humay is change hoti currency ko buy karna hai jub ye up hoge humay faidah day gi aor hum earn karain gay iss tarha hum 24 hour koi b currency buy ya sell kar sakte hain hum currency buy sell karty hain humay forex ki zuban main Traders kaha jata hai..jo humay currency exchange karnay main help karta hai usay hum Broker kehtain hain ya phir trader kisi b currency ko lay k jo order karta hai usay pura karnay waly ko broker kaha jata hai.agar trader kahay ga currency sell kardo wo broker usay usi waqat sell kardy ga agar trader kahay ga ye currency buy kardo broker usi waqat wo currency buy karday ga.
is tarha hum forex market main kam kary gay aor earn kary gay.agar ap mujh say detail main bat karna chahte hain to mujh ko skype par add kar k details main bat kar sakte hian aor agar ap chat karna chahte hian to facebook par add karain.
facebook par add karnay k liye yahan click karain :)
skype par add karnay k liye mera username note kar lain aor request send kar dain
username : Mubashar.saeed35
is lecture main say agar koi baat ap ko samajh nahi aayi to ap mujhsay msg ya call par poch saktain hain mujhe khushi hogi agar ap mujhsay kuch puchain.
please call at:03326262214.........03217589398(zong)
please email me:forexbusiness909@gmail.com
facebook:forexbusiness909@gmail.com
Regards
Mubashar Saeed RANA

Hello!
ReplyDeleteI am an affiliate program manager for InstaForex Group – the Best Broker in Asia.
We would like to offer you the affiliate program cooperation with InstaForex. If you are interested to get involve in high commission based program, please contact me and I will provide the details.
If you have any queries, do not hesitate to contact me.